
Too much fried food may shorten your life in Hindi-Sab Hindi me
Fried food ka

Researchers ke anusaar jo women week me more than one serving fried chicken aur fish chicken leti hai uske heart disease aur death increase hone ka risk increase hio jata hai.
Results not surprising-
Overall ye dekha gaya hai ki total fried food consumption all causes of death ke higher risk se related hai. Iske saath hi ye cardiovascular disease ka bhi cause hai.
Fried food weight gain
Poor decisions hi poor outcomes
Researchers ne ye dekha hai ki jo women jyada fried food khati hain unhe heart health ko affect karne wali disease hone ka risk rahta hai.
Agr aap regular exercise bhi karte hain tab bhi apke liye regular fried food dangerous hota hai. Jo women one or more serving khati hain,unme fried food nahi khane wale logon se 8% death risk high hota hai.
Fried food ke disadvantages-
Fried food se aap obesity ke alawa bhi bahut beemari ke shikar ban jate hain. jaise
- heart burn-
fried food se hone wali heart burn ek common problem hai. Isme apko seene me jalan hone lagti hai. Ek baar agr apko heart burn ki problem aa gayi hai to apko aware hone ki jarurat hai. Kyonki isse apko aur bhi disease ho sakti hain. isse bachne ke liye fried food ka sewan kam kar den.
- Gastroenteritis-
Ye bhi ek common condition hai. Isme diarrhea aur vomiting hoti hai. Ye usually bacterial aur tummy bug viral cause hota hai. Ye all ages peoples ko affect karti hai. Lekin particularly ye young children me common hai. Isse apki bhookh bhi kam hone lagti hai. Fried food khane se apko gas hone lagti hai. Jisse apki tummy full feel hoti hai.
- Ulcer-
Ulcer typical indigestion cause hi hai. Iska karan stomach (gastric ulcer) or duodenum(duodenal ulcer)
Foods That Are Super Healthy-
Hamesha healthy diet hi follow Karen. Healthy diet se aap kabhi bore nahi hote. Massive amount me healthy foods hain jo healthy aur tasty both hain.